kahin to hogi woh
singer: rashid ali, vasundhara das
lyricist: abbas tyrewala
music: a.r. rahman
movie: jaane tu ya jaane na
(rashid ali)
kahin to, kahin to, hogi woh duniya jahan tu mere saath hai
jahaan main, jahaan tu, aur jahaan bas tere mere jazbaat hain
hogi jahaan subah teri, palkon ki kirnon main
lori jahaan chaand ki, sune teri baahon main
jaane na kahan wo duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafa nahin
(vasundhara das)
saansein kho gayi hain kis ki aanhon main
main kho gayi hoon jaane kis ki baahon main
manzilon se raahein dhoondti chali
kho gayi hain manzil kahin raahon main
(rashid ali)
kahin to, kahin to, hai nasha teri meri har mulaqaat main
honthon se, honthon ko, choomte o rehte hum har baat pe
kehti hai fiza jahaan, teri zameen aasmaan
jahaan hai tu meri haseen, meri khushi meri jaan
jaane na kahan wo duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafa nahin
after a long long time, a mesmerizing song by rahman, got hooked to this one the very first time i listened to it.. though a friend says that the music looks influenced by MLTR but to me this is a vintage rahman !! may be it is the effect of the way rashid ali sings the song, he simply pours his heart out.. and listening to the refreshing voice of vasundhara das is always a joy.. abbas tyrewala as a debutant has written some magical heart-touching lyrics.. thanks a lot guys for this number..